Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo aana bhi chaahen aa naa sake hum koi nahin aasraa aana bhi chaahen aa naa sake hum koi nahin aasraa khoyi hai manzil rasta hai mushkil chaand bhi aaj chhupa hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera aah bhi roye raah bhi roye sujhe naa baat koi aah bhi roye raah bhi roye sujhe naa baat koi thodi umar hai soona safar hai dega naa saath koi hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo barbaad hai dil mera
raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye pag pag mann mera thokar khaaye chaand sooraj bhi raah naa dikhaaye aisa ujaalaa koi mann mein samaaye jis se piyaa ka darshan mil jaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay gahraa ye bhed koi mujh ko bataaye kisne kiyaa hain mujhpar anyaay jis kaa ho deep wo sukh nahin paaye jyot diye ki duje ghar ko sajaaye raat aur din diyaa jale mere mann mein phir bhi andhiyaaraa hai jaane kahaan hai o saathi tu jo mile jeewan ujiyaaraa hai raat aur din khud nahin jaanoo dhoondhe kis ko nazar kaun dishaa hai mere man ki dagar khud nahin jaanoo dhoondhe
raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do laaa laaa lala laaaa aaaaa lala lalaaaa lala la aaaaa kashti jawaan dil ki toofan se takra gayi manzil muhabbat ki ab to kareeb aa gayi kashti jawaan dil ki toofan se takra gayi manzil muhabbat ki ab to kareeb aa gayi aa dekh le hai kya mazaa dil haar ke raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se hey ho ho hoooo ho hey hey hey ho ho ho hoooo hooo aagaaz ye hai to anjaam hoga hasin deewane parwane marne se darte nahin aagaaz ye hai to anjaam hoga hasin deewane parwane marne se darte nahin aa dilruba khul ke zara mil yaar se raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho haan jaane jaan mujhe pyaar se haa socho na dekho to dekho haan jaane jaan
Raat Barsaat Ki Pehli
raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein aa koi milke tadbeer sochein sukh ke sapnon ki taabeer sochein jo tera hai wohi ghum hai mera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi raat jitni bhi sangeen hogi subhah utni hi rangeen hogi ghum na kar garr hai baadal ghanera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera kiske roke ruka hai savera raat bhar ka hai mehmaan andhera
Raat Bheegi Jaye
raat bhi hai kuchh bheegi bheegi raat bhi hai kuchh bheegi bheegi raat bhi hai raat bhi hai kuchh bheegi bheegi chaand bhi hai kuchh madham madham chaand bhi hai kuchh madham madham tum aao to tum aao to aankhen khole soyi huyi paayal ki chham chham soyi huyi paayal ki chham chham aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa kisko bataayen kaise bataayen kisko bataayen kaise bataayen aaj ajab hai dil kaa aalam aaj ajab hai dil kaa aalam chain bhi hai kuchh halka halka chain bhi hai kuchh halka halka dard bhi hai kuchh madham madham dard bhi hai kuchh madham madham tapteeeeeeeeeee tapte dil par yun girti hai tapte dil par yun girti hai teri nazar se pyaar ki shabnam teri nazar se pyaar ki shabnam jalte huye jungle par jaise jalte huye jungle par jaise barkha barse ruk ruk tham tham barkha barse ruk ruk tham tham hosh mein thodi behoshi hai haaye hosh mein thodi behoshi hai behoshi mein hosh hai kam kam behoshi mein hosh hai kam kam tujh ko paane tujh ko paane
raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai hmm mm mm haa aa aa hoo oo oo tum hamesha muskuraate hi rahe ho zindagi ke naaz uthaate hi rahe ho oo oo o aaj wo jalwa kahaan ruposh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai aa aa aa ho oo oo oo aa aa aa la lalalalala la aa aa saaze dil par chhed do koi taraana jisko sun kar jhoom uthe saara zamaana oo oo o hum bhi dekhen kisko kitna hosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai raat chup hai chaandni madhosh hai muskura bhi do fizaan khamosh hai
raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ki har taraf yun khushi muskurane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage saara aalam hai yun dagmagaya hua saari duniya hai yun dagmagayi huyi aaj dil pe nasha sa hai chhaya hua aaj nazron pe masti hai chhayi huyi aur to ghum nahin hosh mein hum nahin gir na jaayen kahin hum sambhalne lage dil machalne lage raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ho gayi aaj dil ki tammanna jawaan zindagi ban gayi pyaar ki daastan aye zamaane mubaarak tujhe ye ghadi aye mohabbat mubaarak tujhe ye samah neend udne lagi khwaab sajne lage pyaas bujhne lagi deep jalne lage dil machalne lage har taraf yun khushi muskarane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage is zamaane mein hote hain aise kayi koi jinko gale se lagaata nahin jinki kismat mein hoti hain veeraniyan jinko gulshan mein koi bulaata nahin thaam ke ro
hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm raat gayi raat gayi phir din aata hai isi tarah aate jate hi ye sara jeewan jata hai raat gayi phir din aata hai isi tarah aate jate hi ye sara jeewan jata hai kitna bada safar duniya ka ek rota ek muskata hai ek rota ek muskata hai kadam kadam rakhta hi raahi kitni door chala jata hai ek ek tinke tinke se ek ek tinke tinke se panchi ka ghar ban jata hai kabhi andhera kabhi ujalaa kabhi andhera kabhi ujalaa phool khila phir murjhata hai khela bachpan hasi jawaani magar budhapa tadpata hai khela bachpan hasi jawaani magar budhapa tadpata hai sukh dukh ka pahiya chalta hai wahi nasiba kehlata hai raat gayi phir din aata hai isi tarah aate jate hi ye sara jeewan jata hai johan chacha tum kitne achchhe tumhe pyaar karte sab bachche johan chacha tum kitne achchhe tumhe pyaar karte sab bachche humen bata do aisa kaam koi nahin kare badnaam humen bata do aisa kaam koi nahin kare badnaam chacha kya hoti taqdeer ho chacha kya hoti taqdeer
raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tera nashila badan bahon ne chhoda nahin aankhen to kholi magar sapna wo toda nahin haan wohi wo wohi sanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin hoo raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon tera khayaal aaye to bal khaa ke mal jata hai pani ki chaadar tale dum mera jal jaata hai haan wohi wo wohi sanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin hoo raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin tere gale milne ke mausam bade hote hain janmon ka vada koi ye ghum bade chhote hain hoo tere gale milne ke mausam bade hote hain janmon ka vada koi ye ghum bade chhote hain lambi si ik raat ho lamba sa ik din mile bas itna sa jeena hooo
aaya naa koi aise yahaan chham se naa hoga jo kaam kiya humne wo rustam se naa hoga ooooooo ooooo oooooo raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa dekho dekho dekho hoon nadi pyaar ki suno suno suno baandhe main naa bandhi main albeli maan lo badi ziddi main albeli maan lo badi ziddiiiiii maane mujhko jahaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa naachun naachu naachun morni baag kiiii dolun dolun dolun hirniyaa madbhari ghunghar baaje chhama chham ghunghar baaje ghunghar baaje chhama chham ghunghar baajeeee aarzoo hai jawaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa dheere dheere dheere jeet meri huyiiii haule haule haule haar teri huyi teri tarah jaa re jaa bahot dekhe teri tarah jaa re jaa bahot dekheeee mujh sa koi kahaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache
raat kali ek khwaab mein aayi aur gale ka haar hui raat kali ek khwaab mein aayi aur gale ka haar hui subah ko jab hum neend se jaage ankh tumhi se chaar hui raat kali ek khwaab mein aayi aur gale ka haar hui chahe kaho ise meri mohabbat chahe hasi mein uda do yeh kya hua mujhe mujhko khabar nahin ho sake tum hi bata do chahe kaho ise meri mohabbat chahe hasi mein uda do yeh kya hua mujhe mujhko khabar nahin ho sake tum hi bata do tumne kadam to rakha zameen par seene mein kyun jhankar hui raat kali ek khwaab mein aayi aur gale ka haar hui aankhon mein kajal aur laton mein kali ghata ka basera sawali surat mohni murat saawan rut ka savera aankhon mein kajal aur laton mein kali ghata ka basera sawali surat mohni murat saawan rut ka savera jab se yeh mukhda dil mein khila hai duniya meri gulzar hui raat kali ek khwaab mein aayi aur gale ka haar hui yun to haseenon ke mahjabeenon ke hote hain roz nazare par unhe dekh ke dekha hai jab tumhe tum lage aur bhi pyare yun
raat ke humsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subeh pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subeh pyaar ki sone waalon ko hanskar jagaana bhi hai raat ke jaagton ko sulaana bhi hai deti hai jaagne ki sadaa saath hi deti hai jaagne ki sadaa saath hi loriyaan gaa rahi hai subah pyaar ki raat ke humsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subeh pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subeh pyaar ki raat ne pyaar ke jaam bhar kar diye aankhon aankhon se jo maine tumne piye hosh to ab talaq ja ke laute nahin hosh to ab talaq ja ke laute nahin aur kya la rahi hai subeh pyaar ki raat ke humsafar thak ke ghar ko chale jhoomti aa rahi hai subeh pyaar ki dekh kar saamne roop ki roshni phir luti ja rahi hai subeh pyaar ki kyaa kyaa waade huye kisne khaayi kasam iss naye raah par humne rakhkhe kadam chhup sakaa pyaar kab hum chupayen to kyaa chhup sakaa pyaar kab hum chupayen to kyaa sab samajh pa rahi hai subeh
raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa raat ki hatheli par chaand jagmagata hai uski narm kirnon mein tumko dekhtaa hoon to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum kahaan se aayi ho kis nagar ko jaaogi tum kahaan se aayi ho aa aa aa aa aa kis nagar ko jaaogi aa aa aa aa sochta hoon main hairaan chaand jaisa yeh chehra aa aa aa aa raat jaisi ye zulfen aa aa aa aa hain jagaaye sau armaan ik nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai uski narm kirnon mein tumko dekhtaa hoon to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri iss tanhaayi mein mere iss viraane mein meri iss tanhaayi mein aa aa aa aa mere
raat ki mehfil sooni sooni aankhen purnam dil naakaam sehmen sehmen armaanon ka hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni bhool gaye the apni hasti ishq wafaa ke josh mein hum sab kuchh kho kar bebas ho kar ab aayen hain hosh mein hum pyaase reh gaye dil ke armaan chhuta saaki toota jaam hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni sar ko jahaan takraayen jaa kar aisi koi deewaar nahin haaye ri kismat hum duniyaa mein pyaar ke bhi haqdaar nahin dil hota jo apne bas mein lete naa hum pyaar ka naam hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni aankhen purnam dil naakaam sehmen sehmen armaanon ka hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo
raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai raat mehke to yun bhi hota hai ujla maatha madhur madhur chitwan rang ka sona roop ka chandan ras ka saagar hai jaise tera badan mann mein ek kaamna sanjota hai raat mehke to yun bhi hota hai hmmmmm hmmmmm hhmmmm hmmmm hmmm hmmm saat rangon ne li hai angdaayi saans mein ghul rahi hai shehnaayi raat ki har ghadi hai yun aayi jaise moti koi pirota hai raat mehke to yun bhi hota hai chehra jhalka sarakte aanchal mein chaand chhalta hai jaise baadal mein mann hai kya jaane kaisi halchal mein ab mera chain mujhse khota hai raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai
hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm raat mohe raat mohe meetha meetha sapna aaya re sapne mein saajan aa gaye raat mohe raat mohe meetha meetha sapna aaya re sapne mein saajan aa gaye sapnon ki duniya mein so rahi thi main so rahi thi main sapnon ki duniya mein so rahi thi main so rahi thi main nindiya ki nagri mein kho rahi thi main kho rahi thi main haaye aake kisi ne jagaaya jagaaya re aake kisi ne jagaaya jagaaya re sapne mein saajan aa gaye raat mohe raat mohe meetha meetha sapna aaya re sapne mein saajan aa gaye aaaaaaaa haha aa aaaa chupke chupke mere mehlon mein aake chupke chupke mere mehlon mein aake dheere dheere mera ghunghat hata ke dheere dheere mera ghunghat hata ke koyi kaanon mein gun gun gun gun gungunaaya re kaanon mein gun gun gun gun gungunaaya re sapne mein saajan aa gaye raat mohe raat mohe meetha meetha sapna aaya re sapne mein saajan aa gaye hmmmmmmm aaaaaa aaa aaaa aaaa
raat ne gesu bikhraaye mera dil mujhko tadpaaye kisne chheena hai bolo mere chaand ko kisne chheena hai bolo mere chaand ko mana baadlon ne ghera ye to sada rahega tera kaun chheenega tujhse tere chaand ko kaun chheenega tujhse tere chaand ko kaise ye dil seh paayega tumse itni doori marji meri samajh na lena ye to hai majboori ghirne laga hai dil mein andhera ghirne laga hai dil mein andhera reh gayi preet adhuri kisne chheena hai bolo mere chaand ko kisne chheena hai bolo mere chaand ko mana baadlon ne ghera ye to sada rahega tera kaun chheenega tujhse tere chaand ko kaun chheenega tujhse tere chaand ko pyaar ka kisne kiya na waada kasam na kisne khaayi iski kasauti tab hoti hai jab aati hai judaai yakin nahin jinko auron par yakin nahin jinko auron par wo hai khud harjaayi kaun chheenega tujhse tere chaand ko kaun chheenega tujhse tere chaand ko raat ne gesu bikhraaye mera dil mujhko tadpaaye kisne chheena hai bolo mere chaand ko kisne chheena hai bolo mere
raat ne kya kya khawab dikhaaye rang bhare sau jaal bichhaye aankhein khuli to sapne toote reh gaye ghum ke kaale saaye raat ne kya kya khawab dikhaaye ho o o o humne to chaaha bhool hi jaayein wo afsaana kyun dohraayein humne to chaaha bhool hi jaayein wo afsaana kyun dohraayein dil reh reh ke yaad dilaaye raat ne kya kya khawab dikhaaye ho o o o dil mein dil ka dard chhupaaye chalo jahaan kismat le jaaye dil mein dil ka dard chhupaaye chalo jahaan kismat le jaaye duniyaa paraayi log paraaye raat ne kya kya khawab dikhaaye rang bhare sau jaal bichhaye aankhein khuli to sapne toote reh gaye ghum ke kaale saaye raat ne kya kya khawab dikhaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Raat Andheri Door Aah (1953) 03:08 12254
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:08   Song Number : 12254   

Raat Aur Din Raat Aur Din (1967) 05:32 12444
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Pradeep Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 12444   

Raat Baaki Baat Baaki Namak Halaal (1982) 07:36 21138
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Shashi Kapoor
Duration : 07:36   Song Number : 21138   

Raat Barsaat Ki Pehli Jhanjhar (1953) 02:52 38800
 
Poster of Jhanjhar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:52   Song Number : 38800   

Raat Bhar Ka Hai Mehmaan Andhera Sone Ki Chidiya (1958) 03:04 12505
 
Poster of Sone Ki Chidiya (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Nutan, Balraj Sahni, Talat Mahmood
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:04   Song Number : 12505   

Raat Bheegi Jaaye Unchi Uraan (1984) 05:04 40554
 
Poster of Unchi Uraan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Jeetu Tapan
Duration : 05:04   Song Number : 40554   

Raat Bhi Hai Kuchh Mujhe Jeene Do (1963) 04:33 12403
 
Poster of Mujhe Jeene Do (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:33   Song Number : 12403   

Raat Chup Hai Chaandni Ustadon Ke Ustad (1963) 03:03 39884
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Shakila
Duration : 03:03   Song Number : 39884   

Raat Dulhan Bani Chaand Dulha Bana Chahat (1971) 04:06 37651
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:06   Song Number : 37651   

Raat Gayi Phir Din Boot Polish (1953) 07:20 32826
 
Poster of Boot Polish (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Devid, Naz
Duration : 07:20   Song Number : 32826   

Raat Ka Nasha Asoka (2001) 05:13 16804
 
Poster of Asoka (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chitra, Chorus
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 05:13   Song Number : 16804   

Raat Ka Samaa Jhume Ziddi (1964) 05:34 21139
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:34   Song Number : 21139   

Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayee Buddha Mil Gaya (1971) 04:35 21140
 
Poster of Buddha Mil Gaya (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 04:35   Song Number : 21140   

Raat Ke Humsafar An Evening In Paris (1967) 05:44 21141
 
Poster of An Evening In Paris (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:44   Song Number : 21141   

Raat Ki Hatheli Par Refugee (2000) 06:57 21142
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Udit Narayan, Chorus
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan
Duration : 06:57   Song Number : 21142   

Raat Ki Mehfil Sooni Sooni Noor Jehan (1967) 03:24 12243
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:24   Song Number : 12243   

Raat Mehke To Yun Bhi Mrityudand (1997) 04:42 15348
 
Poster of Mrityudand (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 04:42   Song Number : 15348   

Raat Mohe Meetha Meetha Sapna Tamasha (1952) 03:04 19457
 
Poster of Tamasha  (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Manna Dey
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:04   Song Number : 19457   

Raat Ne Gesu Bikhraaye Sapera (1961) 03:23 38625
 
Poster of Sapera (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Ajeet Merchant
Duration : 03:23   Song Number : 38625   

Raat Ne Kya Kya Khawab Dikhaaye Ek Gaon Ki Kahani (1957) 03:41 21143
 
Poster of Ek Gaon Ki Kahani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:41   Song Number : 21143